Sad ghazals best ghazals in hindi urdu ghazal

unke dekhe se jo aa jaathi hai moonH par raunaq
wo samajhteN haiN ke beemaar ka haal achcha hai

dekhiye paate haiN pushaaq butoN se kya faiZ
ik barhaman ne kaha hai ke ye saal achcha hai

humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin
dil ko khusH rakHne ko ‘GHalib’ ye khayaal achcha hai

https://shayari-urdu-hindi.com/ghazal-ssd-love-urdu-ghazals-best-evers-ghazals/

Sad ghazals best ghazals in hindi urdu ghazal

खूब-खूब फैल गई बात छे ना सहाई कि उसने खुशबू की तरह मेरी प्रजा राय की कैसे कह दूं कि मुझे छोड़ दिया है। उसने बात तो सच है। मगर बात है रुसवाई कि वह कहीं भी गया तो लौटा तो मेरे पास आया बस यही बात है। अच्छी मेरे हरजाई कि तेरे पहलू तेरे दिल की तरह आबाद रहे तुझ पर गुजरे ना कयामत शब्द तन्हाई कि उसने जलती हुई पेशानी पर जब हाथ रखा रोहतक आ गई तस्वीर में साईं की अभी बरसात की रातों में बदन टूटता है जाग उठती है अजब ख्वाहिशें अंगड़ाईकी।

sang e mar mar se tarasha hua ye shokh badan in hindi urdu

سنگ مرمر سے تراشا ہوا تیرا یہ شفاف بدن اتنا دلکش ہے کہ اپنانے کو جی چاہتا ہے سرخ ہونٹوں پہ تھرکتی وہ رنگین شراب جس کو پی کے بہک جانے کو جی چاہتا ہے تم سے کیا رشتہ ہے کب سے ہے یہ معلوم نہیں مگر اس حسن پہ مر جانے کو جی

Best ghazals

ہم سے تو اچھی ہے یہ پا زیب جو اس پاؤں میں ہے اسی پازیب میں ڈل جانے کو جی چاہتا ہے رکھ لو یہ دوسری پازیب کل کے لیے قیس کل پھر اسی بزم میں آنے کو جی چاہتا ہے

best evers ghazals

संगमरमर से तराशा हुआ तेरा यह शफाफ बदन इतना दिलकश है कि अपनाने को जी चाहता है सुर्ख होठों पर थिरक थी वो रंगीन शराब जिसको पीकर बहक जाने को जी चाहता है तुमसे क्या रिश्ता है और कब से है यह मालूम नहीं मगर इस हुस्न पर मर जाने को जी चाहता है। हमसे तो अच्छी है यह पाजेब जो इस गांव में है इसी पास जेब में ढल जाने को जी चाहता है रख लो यह दूसरी पाजेब कल के लिए गैस कल फिर इसी वजन में आने को जी चाहता है।


aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
Mirza ghalib ghazals

aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak ?

aashiqee sabr talab aur tamanna betaab
dil ka kya rang karooN KHoon-e-jigar hone tak ?

humne maana ke taGHaful na karoge lekin,
KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak

GHam-e-hastee ka ‘Asad’ kis se ho juz marg ilaaz
shamma har rang meiN jaltee hai sahar hone tak


hazaaroN KHwahishaiN aisi ke har KHwahish pe dum nikale
Mirza ghalib ghazals

hazaaroN KHwahishaiN aisi ke har KHwahish pe dum nikale
bohot nikle mere armaaN lekin fir bhee kum nikale

nikalna KHuld se aadam ka sunte aayaiN haiN lekin
bohot beaabaru hokar tere kooche se hum nikale

mohabbat meiN naheeN hai farq jeene aur marne kaa
usee ko dekh kar jeete haiN jis kaafir pe dum nikale

KHuda ke waaste parda nakaabe se uThaa zaalim
kaheeN aisa na ho yaaN bhee wohee kaafir sanam nikale

kahaaN maiKHaane ka darwaaza ‘GHalib’ aur kahaaN waaiz
par itana jaante haiN kal wo jaata tha ke hum nikale

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *